SEARCH RESULTS
Showing search results for "kunj-e-hiraa"
Ghazal MATCHES FOR "kunj-e-hiraa"
Ghazal
muddato.n ke baad phir kunj-e-hiraa raushan hu.aa
kis ke lab par dekhnaa harf-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
zikr aaya jo mohabbat kaa sar-e-bazm 'hiraa'
lauT aa.ii mai.n vahaa.n dard kaa saanii likh kar
Hira Qasmi
Ghazal
zikr aaya jo mohabbat kaa sar-e-bazm 'hiraa'
lauT aa.ii mai.n vahaa.n dard kaa saanii likh kar
Hira Qasmi
Ghazal
Hira Qasmi
Ghazal
Hira Qasmi
Ghazal
dil kii chaalo.n me.n aa kar ke 'hiiraa' sabhii
nii.nd aa.nkho.n kii KHud hii ga.nvaane lage
Hiralal Yadav Hira
Ghazal
Hiralal Yadav Hira
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
kunj-e-taariik-o-kamii.n-giirii-e-aKHtar shumarii
'ainak-e-chashm banaa rauzan-e-zindaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
ham se naaraaz hai.n suuraj kii shu.aa.e.n to rahe.n
ham to bas raushnii-e-Gaar-e-hiraa chaahte hai.n
Masoom Ansari
Ghazal
hamaaraa ishq haqiiqat me.n Gaar-e-saur-o-hiraa
agarche KHaas aqiidat hame.n hai tuur se bhii
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
adaa vo niichii nigaaho.n kii hai ki jaise 'zafar'
talaash-e-kunj-e-Gazaalaan-e-KHurd-saala kare.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
KHush-navaayaan-e-baaG-o-kunj-e-qafas
daana-paanii nahii.n to phir kyaa hai
Sayyad Ameer Hasan Badr
Ghazal
bazm-e-bahaar-e-kunj-e-haram sehn-e-mai-kada
diivaangii ne hashr uThaa.e kahaa.n kahaa.n
Syed Mazhar Gilani
Ghazal
vahii qatra jo kabhii kunj-e-sar-e-chashm me.n thaa
ab jo phailaa hai to sailaab hu.aa jaataa hai
Kausar Mazhari
Ghazal
kunj-e-aaGosh-e-junuu.n tangii-e-furqat se faraar
ik suhuulat se khi.nche daaman-e-paimaa.n mujh tak
Kamran Nafees
Ghazal
bas ek kunj-e-KHas-o-KHaak me.n sukuun milaa
so mai.n ne halqa-e-sayyaargaa.n ko chho.D diyaa