SEARCH RESULTS
Showing search results for "kushaa"
Ghazal MATCHES FOR "kushaa"
Ghazal
kyuu.n na vahshat-e-Gaalib baaj-KHvaah-e-taskii.n ho
kushta-e-taGaaful ko KHasm-e-KHuu.n-bahaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
garche hai dil-kushaa bahut husn-e-fara.ng kii bahaar
taa.erak-e-buland-baam daana-o-daam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
huu.n mubtalaa-e-yaqii.n merii mushkile.n mat puuchh
gumaan-e-uqda-kushaa bhii nahii.n rahaa ab to
Jaun Eliya
Ghazal
aaraa.ish-e-KHayaal bhii ho dil-kushaa bhii ho
vo dard ab kahaa.n jise jii chaahtaa bhii ho
Nasir Kazmi
Ghazal
aa.nkhe.n kushaad-o-bast se badnaam ho ga.ii.n
suuraj usii kaa KHvaab-e-sahar bhii usii kaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
nahii.n zariiya-e-raahat jaraahat-e-paikaa.n
vo zaKHm-e-teG hai jis ko ki dil-kushaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-kushaa baada-e-saafii kaa kise zauq nahii.n
baatin-afroz ko.ii piir-e-KHaraabaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
vo tuu ki ‘uqda-kushaa-o-musabbib-ul-asbaab
ye mai.n ki aap mo'amma huu.n aap apnaa hii hal
Ahmad Faraz
Ghazal
timsaal me.n terii hai vo shoKHii ki ba-sad-zauq
aa.iina ba-andaaz-e-gul aaGosh-kushaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
khulegaa haal unhe.n jab ki aa.nkh band hu.ii
jo log ulfat-e-mushkil-kushaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
kuchh is tarah kaa pur-asraar hai tiraa lahja
ki jaise raaz-kushaa ho kisii KHazaane kaa
Parveen Shakir
Ghazal
hamaaraa dard ajab marhale me.n hai ki jahaa.n
vo be-suKHan bhii nahii.n aur lab-kushaa bhii nahii.n
Pirzada Qasim
Ghazal
yuu.n muskuraa.e jaan sii kaliyo.n me.n pa.D ga.ii
yuu.n lab-kushaa hu.e ki gulistaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye mushkilaat bhii ab mere saath rahtii hai.n
ye jaantii hai.n ki mushkil-kushaa hai mere saath