SEARCH RESULTS
Showing search results for "kuukuu"
Ghazal MATCHES FOR "kuukuu"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
ai faaKHta us sarv-e-sahii qad kaa huu.n shaidaa
kuu-kuu kii sadaa mujh ko sunaanaa nahii.n achchhaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
qumrii usii kii yaad me.n kuu-kuu kare hai yaar
bulbul usii ke shauq me.n kartii hai chahchahaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bulbul kii navaa ho ki ho jharno.n kaa tarannum
batlaa.o ki koyal kii ye kuukuu hai ki tum ho
Ahmed Fakhir
Ghazal
ham faqiiro.n kaa sune gar zikr-e-arra faaKHta
apnii kuu-kuu par kare hargiz na Garra faaKHta
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
puuchhaa qumrii se kisii ne tiraa haazir hai sarv
bol kyuu.n kartii hai kuukuu kii to afGaa.n mujh ko
Wali Uzlat
Ghazal
Sanjar Ghazipuri
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
gulshan-e-izn-e-KHudaa me.n hai har ik suu maatam
bulbule.n marg-nashii.n zaaG hai.n kuu-kuu jaanaa.n
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
Junaid Sikandar
Ghazal
baaG me.n koyal kii kuu-kuu jis tarah gorii ko.ii
ruuThe saajan ko manaa.e shaam pe.Do.n ke tale
Zahid Azeem Zahid
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kuu-ba-kuu phail ga.ii baat shanaasaa.ii kii
us ne KHushbuu kii tarah merii paziiraa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai
pindaar kaa sanam-kada viiraa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
hu.ii hai hazrat-e-naaseh se guftuguu jis shab
vo shab zaruur sar-e-kuu-e-yaar guzrii hai