SEARCH RESULTS
Showing search results for "la.al-e-lab"
Ghazal MATCHES FOR "la.al-e-lab"
Ghazal
Abdul Wahab yakro
Ghazal
aayaa jo sharh-e-la.al-e-lab-e-yaar kaa KHayaal
jhanDaa qalam kaa apne badaKHshaa.n me.n ga.D gayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo bhole-pan se de de bosa-e-la.al-e-lab-e-shiirii.n
ko.ii tarkiib aisii ai dil-e-naadaan paidaa kar
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
aa.iina-e-maah ko la.al-e-lab apne dikhaa
chashma-e-kaafuur me.n aag lagaane chalo
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vahii la.al-e-lab hai ki hasrat se jis ke
jigar aaj tak KHuu.n hai la.al-e-yaman kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kahiye vo laa'l-e-lab KHat-e-mushkii.n me.n dekh kar
paidaa hu.aa hai laal-e-badaKHshaa.n tataar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
nau-mulaazim laal-e-lab ko le ga.e tanKHvaah me.n
be-talab rahtaa hai ye naukar tirii sarkaar kaa
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
karte hai.n sifat jab ham laal-e-lab-e-jaanaa.n kii
tab ko.ii hame.n dekhe kyaa la.al ugalte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
evaz-e-bosa mazaa thaa jo vo gaalii detaa
laal-e-lab mu.nh mire lagtaa to mai.n cha.Dhtaa mu.nh par
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
haath agar chhuune se jal jaa.e yad-e-baizaa ho
la.al-e-lab us but-e-kaafir ke vo a.ngaare hai.n