SEARCH RESULTS
Showing search results for "laa-makaan"
Ghazal MATCHES FOR "laa-makaan"
Ghazal
makaan dekhe makii.n dekhe laa-makaa.n dekhaa
kahaa.n kahaa.n tujhe Dhuu.nDaa kahaa.n kahaa.n dekhaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Musavvir Karanjavi
Ghazal
tumhaaraa husn jo mahduud-e-laa-makaa.n hotaa
suruur baada-e-ulfat me.n phir kahaa.n hotaa
Syed Siddiq Hasan
Ghazal
Fareed Javed
Ghazal
Naz Qadri
Ghazal
Fareed Javed
Ghazal
makaa.n se hogaa kabhii laa-makaan se hogaa
miraa ye ma.arka dono.n jahaan se hogaa
Taimur Hasan
Ghazal
har makaa.n laa-makaa.n kii gunjaa.ish
dil me.n hai do-jahaa.n kii gunjaa.ish
Iqbal Jahan Qadeer
Ghazal
makaa.n chho.D kar laa-makaa.n dekhte hai.n
kahaa.n vo hai.n aur ham kahaa.n dekhte hai.n
Afqar Mohani
Ghazal
laa-makaa.n se bhii pare KHud se mulaaqaat kare.n
khul ke tanhaa.ii kii vus.at pe zaraa baat kare.n
Ainuddin Azim
Ghazal
makaan milte hai.n kyaa laa-makaa.n nahii.n miltaa
nishaan laakh hai.n lekin nishaa.n nahii.n miltaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
makaa.n se laa-makaa.n tak aa ga.e hai.n
kahaa.n se ham kahaa.n tak aa ga.e hai.n
Rishi Patialvi
Ghazal
makaa.n se laa-makaa.n hote hu.e bhii
kahaa.n ham hai.n kahaa.n hote hu.e bhii
Sayyed Riyaz Raheem
Ghazal
kahe ye kaun makaa.n apnaa laa-makaa.n apnaa
azal ke baa'd se miltaa hai kuchh nishaa.n apnaa
Bekhud Mohani
Ghazal
makaa.n se laa-makaa.n tak aa gayaa huu.n
KHayaalo.n me.n kahaa.n tak aa gayaa huu.n
Asim Ejaz
Ghazal
laa-makaa.n lag aashiqaa.n ke ishq kaa parvaaz hai
aasmaan aur arsh-o-kursii un kaa paa-andaaz hai
Alimullah
Ghazal
jo makaa.n thaa laa-makaa.n hone lagaa hai
ab zamii.n par aasmaa.n hone lagaa hai