SEARCH RESULTS
Showing search results for "laale"
Ghazal MATCHES FOR "laale"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
be-KHatar kuud pa.Daa aatish-e-namruud me.n ishq
aql hai mahv-e-tamaashaa-e-lab-e-baam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
Gazab hai ain-e-karam me.n baKHiil hai fitrat
ki laal-e-naab me.n aatish to hai sharaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
'iqbaal' ke nafas se hai laale kii aag tez
aise Gazal-saraa ko chaman se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
jin zamiino.n ke qabaale hai.n mire purkho.n ke naam
un zamiino.n par mire jiine ke laale pa.D ga.e
Rahat Indori
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
de diyaa hai aap ko dil ab hifaazat kiijiye
har KHazaane me.n ye la.al-e-be-bahaa miltaa nahii.n
Abdullateef Shauq
Ghazal
yak-zarra-e-zamii.n nahii.n be-kaar baaG kaa
yaa.n jaada bhii fatiila hai laale ke daaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
unhe.n to KHud hii apnii jaan ke laale pa.De hai.n
bichaare shahr vaalo.n se havaa kyuu.n maa.ngte ho
Farhat Ehsas
Ghazal
thaa tuu bahaa me.n besh par us lab ke saamne
sab mol teraa laal-e-badaKHshaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
us laal-e-lab ke ham ne liye bose is qadar
sab u.D ga.ii misii kii dha.Dii do gha.Dii ke baad
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
man.a kar girya-e-shabnam pe na ye phuul ha.nse.n
laale pa.D jaa.e.nge ai baad-e-sabaa jaano.n ke
Qamar Jalalvi
Ghazal
tuu mohabbat kaa sitaara to javaanii kaa suhaag
husn lau detaa hai laa'l-e-yaman kyaa kahnaa