SEARCH RESULTS
Showing search results for "laanaa"
Ghazal MATCHES FOR "laanaa"
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ham KHaak me.n mile to mile lekin ai sip.har
us shoKH ko bhii raah pe laanaa zaruur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
us ko manzuur nahii.n hai mirii gumraahii bhii
aur mujhe raah pe laanaa bhii nahii.n chaahtaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
raushnii Dhuu.nD ke laanaa ko.ii mushkil to na thaa
lekin is dau.D me.n har shaKHs ko jalte dekhaa
Azm Bahzad
Ghazal
kabhii na laanaa masaa.il gharo.n ke daftar me.n
ye dono.n pahluu hamesha judaa judaa rakhnaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
jald aa.e.n jinhe.n siine se lagaanaa hai mujhe
phir badan aur kahii.n kaam me.n laanaa hai mujhe
Vipul Kumar
Ghazal
tum kyuu.n apnii satah pe ham ko laanaa chaaho
mushkil hai gahraa.ii kaa uupar aa jaanaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
mumkin thaa kabhii un ko mai.n KHaatir me.n na laataa
hote jo muqaabil mire do-chaar munaafiq
Danish Aziz
Ghazal
suukhe gale se lafz ko laanaa thaa zehn tak
jab aa gayaa KHayaal to cigarette jalaa liyaa
Ehya Bhojpuri
Ghazal
zikr-e-sham-e-husn laanaa ko.ii ham se siikh jaa.e
un ko dar-parda jalaanaa ko.ii ham se siikh jaa.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Anubhav Gupta
Ghazal
Farah iqbal
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
Sabir Waseem
Ghazal
sab log tere shahr ke maazii-parast the
mushkil se haal me.n unhe.n laanaa pa.Daa mujhe