SEARCH RESULTS
Showing search results for "lagte"
Ghazal MATCHES FOR "lagte"
Ghazal
jiinaa mushkil hai ki aasaan zaraa dekh to lo
log lagte hai.n pareshaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
tumhaarii yaad ke jab zaKHm bharne lagte hai.n
kisii bahaane tumhe.n yaad karne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Ghazal
kabhii kabhii to bahut yaad aane lagte ho
ki ruuThte ho kabhii aur manaane lagte ho
Jaun Eliya
Ghazal
ye sapne to bilkul sachche lagte hai.n
in sapno.n ko sachchaa kar ke dekhaa jaa.e
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kyaa dil ko le gayaa ko.ii begaana-aashnaa
kyuu.n apne jii ko lagte hai.n kuchh ajnabii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
afsos ve shahiid ki jo qatl-gaah me.n
lagte hii us ke haath kii talvaar mar ga.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo ab jo dekh ke pahchaante nahii.n 'amjad'
hai kal kii baat ye lagte the kuchh hamaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ham na majnuu.n hai.n na farhaad ke kuchh lagte hai.n
ham kisii dasht tamaashe me.n nahii.n aa.e.nge
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
tere KHat aaj latiifo.n kii tarah lagte hai.n
KHuub ha.nstaa huu.n jahaa.n lafz-e-vafaa aataa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
farmaan se pe.Do.n pe kabhii phal nahii.n lagte
talvaar se mausam ko.ii badlaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
isii liye to a.ndhere hasiin lagte hai.n
ki raat mil ke tire gesu.o.n se aatii hai