SEARCH RESULTS
Showing search results for "lamha-e-giraa.n"
Ghazal MATCHES FOR "lamha-e-giraa.n"
Ghazal
paheliyaa.n sii mire ird-gird bikhrii hu.ii.n
huzuur-e-vaqt ko.ii lamha-e-giraa.n saa mai.n
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
yaad kaa sang-e-giraa.n ruuh kii gahraa.ii me.n
Duubtaa hai to ka.ii zaKHm ubhar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
log ho sakte nahii.n KHvaab-e-giraa.n se bedaar
ab jagaane ke liye chaahe KHudaa bhii aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
kabhii to koh-e-giraa.n tak nazar nahii.n aa.e
kabhii havaa kaa mujhe naqsh-e-paa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
bichha.D ke shaam rahii tuul-e-umr tak goyaa
Thahar gayaa thaa jo lamha vo phir kahaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kyaa kahuu.n mujh pe jo ai dushman-e-jaa.n guzrii hai
tirii har baat tabii.at pe giraa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
vahii afkaar kii uljhan vahii maahaul kaa jabr
zehn paa-basta-e-zanjiir-e-giraa.n hai yaaro
Majeed Lahori
Ghazal
juz ijz kyaa karuu.n ba-tamannaa-e-be-KHudii
taaqat hariif-e-saKHtii-e-KHvaab-e-giraa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
uThuu.n duniyaa se mai.n diivaana kyuu.nkar
nafas maanind-e-zanjiir-e-giraa.n hai
Meer Kallu Arsh
Ghazal
mujh ko manzuur hai vo silsila-e-sa.ng-e-giraa.n
kohkan mujh se agar vaqt badalnaa chaahe
Khursheed Rizvi
Ghazal
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
sifat-e-koh-e-giraa.n jam ke kha.Daa huu.n lekin
raakh ho jaanaa hai ik din tire armaa.n me.n mujhe
Hasan Jameel
Ghazal
subuk-sarii ke liye tum ne kyaa kiyaa 'raashid'
falak se shikva-e-baar-e-giraa.n to hotaa rahaa
Rashid Jamaal Farooqi
Ghazal
asiir-e-zulf jo marte hai.n to vo kahte hai.n
zaraa bhii sadma-e-qaid-e-giraa.n uThaa na sake