SEARCH RESULTS
Showing search results for "lapat"
Ghazal MATCHES FOR "lapat"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
in ThiThurtii u.ngliyo.n ko is lapaT par se.nk lo
dhuup ab ghar kii kisii diivaar par hogii nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
nahii.n havaa me.n ye buu naafa-e-KHutan kii sii
lapaT hai ye to kisii zulf-e-pur-shikan kii sii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
lapaT sii daaG kuhan kii taraf se aatii hai
jab ik havaa tire tan kii taraf se aatii hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
sho.alo.n kii lapaT aa ga.ii kyaa aap ke ghar tak
ab kyaa hu.aa sho.alo.n ko havaa kyo.n nahii.n dete
Suhaib Farooqui
Ghazal
mai.n ne nafrat ke sharaaro.n kii lapaT paa.ii hai
milne vaalaa jo ko.ii ha.ns ke milaa hai yaaro
Qamar usmani
Ghazal
lapaT vo zulf kii jaa.n-baKHsh aur vo pyaarii raat
basar hu.ii kabhii aisii bhii saarii saarii raat
Shad Azimabadi
Ghazal
aatii lapaT hai jaisii us zulf-e-ambarii.n se
kyaa taab hai jo vo buu mushk-e-KHutan se nikle
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
hai aag aashiqo.n kaa dam-e-sard ai 'siraaj'
aur aag kii lapaT kuu.n dam-e-sard boliye
Siraj Aurangabadi
Ghazal
miraa dil aa gayaa jhaT-paT jhapaT me.n
hu.aa laT-paT lapaT zulfo.n kii laT me.n
Siraj Aurangabadi
Ghazal
badan-e-yaar ko bas chhuu ke na itraa.e havaa
itr kii ban ke lapaT mujh se lipaT jaa.e havaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
aag jo ham ne jalaa.ii hai tahaffuz ke liye
us ke sho.alo.n kii lapaT me.n ghar ke jal jaa.e.nge ham
Wali Alam Shaheen
Ghazal
dar-o-diivaar se uThne lagii nafrat kii lapaT
har taraf maut kaa saamaan ye ghar kaisaa hai
Syed Ahmad Sahar
Ghazal
lapaT lagii jo mahal me.n use to chiiKH uThaa
jalaa ke shahr hu.ii thii use KHushii kitnii
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
Anwar Sadiqui
Ghazal
lau de uThaa thaa merii lapaT se har ik hijaab
daaman hii bach gayaa thaa ise kyo.n bachaa liyaa
Ameeq Hanafi
Ghazal
saa.nso.n kii lapaT paa ke pighal jaa.egii chunrii
o.Dho na badan aag pe jal jaa.egii chunrii