SEARCH RESULTS
Showing search results for "lashtam-pashtam"
Ghazal MATCHES FOR "lashtam-pashtam"
Ghazal
Irshad Anjum
Ghazal
sazaa-e-jurm-e-mohabbat vo de ke pachhtaa.e
miraa gunaah ab un ko savaab lagtaa hai
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
aap tarkash me.n agar tiir liye baiThe hai.n
ham bhii fariyaad me.n taasiir liye baiThe hai.n
Shoaib Ahmad Merathi Nudrat
Ghazal
haq kaa parchaar kiye guzre payambar aksar
dil jo banjar the rahe duniyaa me.n banjar aksar
Shoeb Shobi
Ghazal
Syed Sarosh Asif
Ghazal
saaneha nahii.n Taltaa saanehe pe rone se
habs-e-jaa.n na kam hogaa be-libaas hone se
Pirzada Qasim
Ghazal
zindagii ke taal par hii raqs-paa thii zindagii
sochtii huu.n mai.n abhii tak yaar kyaa thii zindagii
Zeba Khan Hina
Ghazal
kuchh to hamaaraa 'aks bhii mub.ham hai dosto
kuchh ham pe raushnii bhii zaraa kam hai dosto
Ameer Imam
Ghazal
jab faraaz-e-baam par vo jalva-gar hotaa nahii.n
ko.ii aalam ho nazar me.n mo'atabar hotaa nahii.n
Raj Kumar Soori Nadeem
Ghazal
Shahid Meer
Ghazal
palko.n pe tairte hu.e mahshar tamaam-shud
aa.nkhe.n khulii.n to KHvaab ke manzar tamaam-shud
Zakir Khan Zakir
Ghazal
jab se mai.n ne ishq kaa pairaahan pahnaa hai
suuraj mujh se aa.nkh churaataa phirtaa hai