SEARCH RESULTS
Showing search results for "lauTe.n"
Ghazal MATCHES FOR "lauTe.n"
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
kaash lauTe.n mire paapaa bhii khilaune le kar
kaash phir se mire haatho.n me.n KHazaana aa.e
Ajay Sahaab
Ghazal
Azra Naqvi
Ghazal
bulaataa rahtaa hai jangal hame.n bahaano.n se
sune.n jo us kii to shaayad na phir kabhii lauTe.n
Parkash Fikri
Ghazal
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
ghar ke makiin KHair se lauTe.n na jab talak
KHadshaat ghere rahte hai.n dil ko ajiib se
Tabassum Azmi
Ghazal
pyaas ke maaro.n kaa ha.ngaama na puuchh
mai-kadaa lauTe.n na tishna-kaam phir
Abdullla Khan Manzar Talbi
Ghazal
naa-mumkin hai vaapas lauTe.n KHaalii haath
chaa.nd paka.Dne lekin ghar se nikle.n to
Raziq Ansari
Ghazal
Amit Ojha Raaj
Ghazal
vo kahii.n bhii gayaa lauTaa to mire paas aayaa
bas yahii baat hai achchhii mire harjaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
tuu itnii dil-zada to na thii ai shab-e-firaaq
aa tere raaste me.n sitaare luTaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
ham ne hii lauTne kaa iraada nahii.n kiyaa
us ne bhii bhuul jaane kaa va.ada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
adhuure raaste se lauTnaa achchhaa nahii.n hotaa
bulaane ke liye duniyaa bhii aa.ii to kahaa.n aa.ii
Munawwar Rana
Ghazal
KHabar kyaa duu.n mai.n shahr-e-raftagaa.n kii
ko.ii lauTe bhii shahr-e-raftagaa.n se
Jaun Eliya
Ghazal
yaa-rab zamaana mujh ko miTaataa hai kis liye
lauh-e-jahaa.n pe harf-e-mukarrar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
jhuum kar aaj ye shab-ra.ng laTe.n bikhraa de
dekh barsaat ba.Dii der ke baa'd aa.ii hai