SEARCH RESULTS
Showing search results for "leT"
Ghazal MATCHES FOR "leT"
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
thakan ko o.Dh ke bistar me.n jaa ke leT ga.e
ham apnii qabr-e-muqarrar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
jaatii hai dhuup ujle paro.n ko sameT ke
zaKHmo.n ko ab ginuu.ngaa mai.n bistar pe leT ke
Shakeb Jalali
Ghazal
qabr apnii khod kar KHud leT jaa.o ek din
vaqt kis ke paas hai miTTii uThaane ke liye
ShivKumar Bilgrami
Ghazal
kuchh der kaalii raat ke pahluu me.n leT ke
laayaa huu.n apne haatho.n me.n jugnuu sameT ke
Shahid Kabir
Ghazal
paTrii pe leT jaa.uu.ngaa sarvat nahii.n huu.n mai.n
par jaantaa huu.n rail kaa pahiya udaas hai
Imran Rahib
Ghazal
Osama Zakir
Ghazal
mai.n phir train ke aage jaa kar leT gayaa
jab vo paglii train me.n jaa kar baiTh ga.ii
Ahmad Azeem
Ghazal
mafluuj raat karb ke bistar pe leT kar
kartii hai ab to aah-o-fuGaa.n kam bahut hii kam
P P Srivastava Rind
Ghazal
leT rahiye band kar ke aa.nkhe.n jaltii dhuup me.n
aur phir sabz o siyah suuraj kaa manzar dekhiye
Zeb Ghauri
Ghazal
kuchh log dhuup piite hai.n saahil pe leT kar
tuufaan tak agar kabhii is kii KHabar ga.ii
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
raato.n ke KHauf din kii udaasii ne kyaa diyaa
saaye ke taur leT ke chalnaa sikhaa diyaa
Fazl Tabish
Ghazal
tumhaarii yaad me.n hujre me.n leT jaate hai.n
Gamo.n ke maare hu.e baam par nahii.n jaate
Rizwan Haider
Ghazal
vo narm ret ke bistar pe jaa ke leT gayaa
khulii jo aa.nkh to chaaro.n taraf samundar thaa