SEARCH RESULTS
Showing search results for "libaas"
Ghazal MATCHES FOR "libaas"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yahaa.n libaas kii qiimat hai aadmii kii nahii.n
mujhe gilaas ba.De de sharaab kam kar de
Bashir Badr
Ghazal
'saajid' tuu apne naam kaa katba uThaa.e phir
ye lafz kab libaas-e-ma.aanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Ghazal
tahziib ke libaas utar jaa.e.nge janaab
dollar me.n yuu.n nachaa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
sho.abda-gar bhii pahante hai.n KHatiibo.n kaa libaas
boltaa jahl hai bad-naam KHirad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
sabab vo puuchh rahe hai.n udaas hone kaa
miraa mizaaj nahii.n be-libaas hone kaa
Rahat Indori
Ghazal
pahle bhii be-libaas the itne magar na the
ab jism se libaas-e-hayaa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
us ne silvaa bhii liye ho.nge siyah-ra.ng libaas
ab moharram kii tarah iid manaatii hogii
Wasi Shah
Ghazal
faqiir-e-shahr ke tan par libaas baaqii hai
amiir-e-shahr ke armaa.n abhii kahaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kisii ke saath nahaate hai.n tez baarish me.n
libaas gajre ufuq aa.nkh zulf ho.nT ha.nsii
Shahzad Qais
Ghazal
Dhaa.npaa kafan ne daaG-e-uyuub-e-barahnagii
mai.n varna har libaas me.n na.ng-e-vajuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aksar mirii qabaa pe ha.nsii aa ga.ii jise
kal mil gayaa to vo bhii dariida-libaas thaa