SEARCH RESULTS
Showing search results for "libaas"
Nazm MATCHES FOR "libaas"
Nazm
dosti ka hath
faqat tumhii.n ko nahii.n ra.nj-e-chaak-daamaanii
ki sach kahe.n to dariida-libaas ham bhii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
safar ke waqt
hai tum ko taish hai baalishtiyo.n kii ye duniyaa
to phir qariine se tum un ko be-libaas karo
Jaun Eliya
Nazm
KHwab jo bikhar gae
mujhe namak kii kaan me.n miThaas kii talaash hai
barahnagii ke shahr me.n libaas kii talaash hai
Amir Usmani
Nazm
marhum aur mahrum
libaas roz badaltaa huu.n mai.n bhii sab kii tarah
magar KHayaal tumhaare kafan kaa hotaa hai
Zubair Ali Tabish
Nazm
aadmi ki talash
yahii.n kahii.n use Dhuu.nDo yahii.n kahii.n hogaa
barhana ho to use phir libaas pahnaa do
Nida Fazli
Nazm
KHadsha
tiraa KHayaal hai KHushbuu tiraa libaas kiran
tuu KHaak-zaad hai yaa aasmaa.n se utrii hai
Mohsin Naqvi
Nazm
bahut ghuTan hai
faqiir-e-shahr ke tan par libaas baaqii hai
amiir-e-shahr ke armaa.n abhii kahaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Nazm
holi
na.e libaas me.n aa.ii hai sub.h kii maalan
nazar nazar hai ku.nvaarii adaa adaa kamsin
Nazeer Banarasi
Nazm
pand-nama
shabnam-aaluud kar suKHan kaa libaas
chakh dhundalke me.n buu-e-gul kii miThaas
Josh Malihabadi
Nazm
yaad
raat o.Dhe hu.e aa.ii hai faqiiro.n kaa libaas
chaa.nd kashkol-e-gadaa.ii kii tarah naadim hai
Mustafa Zaidi
Nazm
mufahamat
ye jashn jashn-e-masarrat nahii.n tamaashaa hai
na.e libaas me.n niklaa hai rahzanii kaa juluus
Sahir Ludhianvi
Nazm
maut ki talashi mat lo
baadalo.n me.n hii merii to baarish mar ga.ii
abhii abhii bahut KHush libaas thaa vo