SEARCH RESULTS
Showing search results for "licence"
Ghazal MATCHES FOR "licence"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
rahegaa yaad madiine se vaapsii kaa safar
mai.n nazm likhne lagaa thaa ki na.at ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
pyaar kaa pahlaa KHat likhne me.n vaqt to lagtaa hai
na.e parindo.n ko u.Dne me.n vaqt to lagtaa hai
Hastimal Hasti
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
qaasid ke aate aate KHat ik aur likh rakhuu.n
mai.n jaantaa huu.n jo vo likhe.nge javaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
yaqii.n to ye hai vo KHat kaa javaab likkhe.nge
magar navishta-e-qismat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
computero.n se Gazle.n likhe.nge 'bashiir-badr'
'Gaalib' ko bhuul jaa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
mai.n jis ko likhne ke armaan me.n jiyaa ab tak
varaq varaq vo fasaana bikhar gayaa yaaro
Shahryar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sharh-e-Gam haa.e be-hisaab huu.n mai.n
likhne baiThuu.n to ik kitaab huu.n mai.n
Saqi Amrohvi
Ghazal
javaab-e-KHat ke na likhne se ye hu.aa maaluum
ki aaj se hame.n ai naama-bar javaab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kuchh bhii likhne kaa hunar tujh ko agar mil jaa.e
ishq ko ashko.n ke dariyaa kii ravaanii likhnaa