SEARCH RESULTS
Showing search results for "liijo"
Ghazal MATCHES FOR "liijo"
Ghazal
daaG-e-dil par mire phaahaa nahii.n hai angaaraa
chaaraagar liijo na chuTkii se uThaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kaifiyyat-e-chashm us kii mujhe yaad hai 'saudaa'
saaGar ko mire haath se liijo ki chalaa mai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
vo halqa-haa-e-zulf kamii.n me.n hai.n yaa KHudaa
rakh liijo mere daava-e-vaarastagii kii sharm
Mirza Ghalib
Ghazal
hu.aa huu.n ta.ng bahut ko.ii din me.n sin liijo
ki jii se haath uThaa kar vo uTh gayaa na rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aa.ii to hai pasand use chaal yaar kii
sun liijo paa.nv kabk-e-darii kaa ukha.D gayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
liijo KHabar mire bhii dil-e-zaar kii nasiim
jaave agar tuu us sitam-aabaad kii taraf
Qayem Chaandpuri
Ghazal
saaqii sharaab hai to Ganiimat hai ab kii ab
phir bazm hogii jab to samajh liijo jab kii jab
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
zo'm KHud par ho to is baat se ibrat liijo
niist-o-naabuud hu.aa baaG-e-iram kaahe ko
Muskan Syed Riaz
Ghazal
ik-dam me.n dekh liijo phir jeb paara-paara
be-faa.eda hai naaseh kartaa hai tuu rafuu jo
Waliullah Muhib
Ghazal
'Gazanfar' us se tuu kar liijo arz-e-haal apnaa
abhii na bol ki Gusse me.n hai vo taav pe hai
Syed Ghazanfar Ali Ghazanfar
Ghazal
ye ishq nahii.n aasaa.n itnaa hii samajh liije
ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo aadmii thaa kitnaa bhalaa kitnaa pur-KHuluus
us se bhii aaj liije mulaaqaat ho ga.ii
Nida Fazli
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
sab ko javaab degii nazar hasb-e-mudda.aa
sun liije sab kii baat na kiije kisii se aap
Bekhud Dehlvi
Ghazal
yahii hai azm ki dil bhar ke aaj ro liije
ki kal ye diida-e-pur-nam rahe rahe na rahe