SEARCH RESULTS
Showing search results for "likho"
Ghazal MATCHES FOR "likho"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
vahii likho jo lahuu kii zabaa.n se miltaa hai
suKHan ko parda-e-alfaaz me.n chhupaa.o mat
Obaidullah Aleem
Ghazal
tum ne likkhaa hai likho kaisaa huu.n mai.n
dosto.n kii bhii.D hai tanhaa huu.n mai.n
Aashufta Changezi
Ghazal
likkho tamaam umar magar phir bhii tum 'aliim'
us ko dikhaa na paa.o vo aisaa habiib thaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
likkho salaam Gair ke KHat me.n Gulaam ko
bande kaa bas salaam hai aise salaam ko
Momin Khan Momin
Ghazal
va.ado.n ko KHuun-e-dil se likho tab to baat hai
kaaGaz pe qismato.n ko sa.nvaar aa.e ye nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ye poster to bhalaa hai magar pa.Dhe-likkho
zaraa saa dil bhii to rakkho qalam davaat ke saath
Faizan Hashmi
Ghazal
barg-e-hinaa uupar likho ahvaal-e-dil miraa
shaayad ki jaa lage vo kisii miirzaa ke haath
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
ik dafa us ne kahaa thaa kuchh likho mere liye
mil gayaa ham ko bahaana shaa.irii karne lage
Tanoj Dadhich
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
dil kii rah jaa.e na dil me.n ye kahaanii kah lo
chaahe do harf likho chaahe zabaanii kah lo