SEARCH RESULTS
Showing search results for "loth.daa"
Ghazal MATCHES FOR "loth.daa"
Ghazal
Jiya Shah
Ghazal
siine me.n aadmii ke pa.e-nazm-e-zindagii
ik loth.Daa hai lahm kaa ab dil nahii.n rahaa
Abrar Kiratpuri
Ghazal
Hafeez Merathi
Ghazal
Haseeb Soz
Ghazal
har dam ta.Dap ke loTtaa phirtaa huu.n KHaak par
goyaa banaa huu.n taa.ir-e-bismil tire baGair
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
mujhe banaane me.n sab kaa KHarcha lagaa hu.aa hai
kisii kaa lohaa kisii kaa taa.nbaa lagaa hu.aa hai
Khan Janbaz
Ghazal
un kaa vo shoKHiyo.n se pha.Daknaa pala.ng par
vo chhaatiyo.n pe loTnaa phuulo.n ke haar kaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
hamaare KHuun se luTh.De hu.e hai.n haath us ke
hamaare saath mohabbat bhii hai zamaane ko
Imran Aami
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
loTtaa hai jab bhii siine par shanaasaa.ii kaa saa.np
lahr uThtaa hai badan me.n ek anjaane kaa dukh
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
ta.Dapnaa tilmilaanaa loTnaa sar piiTnaa ronaa
shab-e-furqat akelii jaan par sau aafat aatii hai
Aasi Ghazipuri
Ghazal
haDDiyaa.n jo.D ke tartiib se us ne 'aamir'
KHvaab kaa laTThaa hai is ruuh ko pahnaayaa hu.aa
Aamir Suhail
Ghazal
qatl se haath uThaataa nahii.n qaatil na sahii
KHuun se luTh.De hu.e haath to dho saktaa hai
Tahseen Firaqi
Ghazal
dilo.n kii aa.nch se thaa barf kii silo.n pe kabhii
siyaah saa.nso.n me.n luth.Daa hu.aa pasiina bhii
Majeed Amjad
Ghazal
pighal to saktaa hai lohaa nigaah-e-azm to ho
ye pahle qaid kii diivaar me.n shigaaf na thaa
Bekal Utsahi
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
dil-o-jigar ko bataa kar vo loTnaa meraa
vo puuchhnaa tiraa kis kis jagah par aa.ii choT
Ahmad Husain Mail
Ghazal
vaa.iz ke ghar me.n KHud mujhe laf.Daa dikhaa.ii de
gu.D kaa parhez gulgule khaanaa dikhaa.ii de
Pagal Adilabadi
Ghazal
duniyaa hai mirii teG kaa maane hu.e lohaa
hai saare zamaane me.n ye talvaar registered