SEARCH RESULTS
Showing search results for "loth.daa"
Nazm MATCHES FOR "loth.daa"
Nazm
janam jali
zard putlii se KHvaab kaa loth.Daa phislaa
halq me.n aTkaa aur mai.n nadaamat ho ga.ii
Hasan Alvi
Nazm
uske dushman
baadalo.n ke safed sag us ke muntazir the
jhapaT pa.De us lahuu me.n tar dil ke lotha.De par
Wazir Agha
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
jism nikle hu.e amraaz ke tannuuro.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apne andar zara jhank mere watan
teraa itihaas hai KHuu.n me.n luth.Daa hu.aa
tuu abhii tak hai duniyaa me.n bichh.Daa hu.aa
Sahir Ludhianvi
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
duur reg o havaa kii yaado.n me.n loTtaa hai)
jo bahte paanii ko apnii dariyaa-dilii kii
Noon Meem Rashid
Nazm
sarmaya-dari
darinde sar jhukaa dete hai.n lohaa maan kar is kaa
nazar saffaak-tar is kii nafas makruuh-tar is kaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
fareb
KHuun me.n luTh.De hu.e phuul
mai.n jinhe.n kuucha-o-baazaar se chun laayaa huu.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
mehman
zindagii muntazir hai mu.nh phaa.De
zindagii KHaak o KHuun me.n luth.Dii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
izn-e-sajda pe kamar taKHta na ho jaa.e kahii.n
khokhle lafzo.n me.n lohaa to nahii.n bhar sakte