SEARCH RESULTS
Showing search results for "ma.arke"
Ghazal MATCHES FOR "ma.arke"
Ghazal
har chand naaz-e-husn pe Gaalib na aa sake
kuchh aur maarke hai.n jo sar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
rahe na 'aibak' o 'Gaurii' ke maarke baaqii
hamesha taaza o shiirii.n hai naGma-e-'KHusrau'
Allama Iqbal
Ghazal
thii laag us kii teG ko ham se sau 'ishq ne
dono.n ko maa'rke me.n gale se milaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ma.arke sar ho.n usii barq-e-nazar se ai husn
ye chamaktii hu.ii chaltii hu.i talvaar to hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye junuu.n ke ma.arke itne nahii.n aasaan bhii
soch lenaa is me.n jaa saktii hai terii jaan bhii
Khurshid Talab
Ghazal
kis taaza maa'rke pe gayaa aaj phir 'zafar'
talvaar taaq me.n hai na gho.Daa hai thaan par
Zafar Iqbal
Ghazal
is ma.arke me.n ishq bechaaraa karegaa kyaa
KHud husn ko hai.n jaan ke laale pa.De hu.e
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Ghausiya Khan Sabeen
Ghazal
Jafar Shirazi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Aatif Waheed Yasir
Ghazal
us bevafaa pe marne ko aamaada dil nahii.n
lekin vafaa kii zid hai ki mar jaanaa chaahiye
Anis Dehlavi
Ghazal
kaun se ma.arke ham ne sar kar liye
ye nasha saa hame.n kin takaano.n kaa hai