SEARCH RESULTS
Showing search results for "maa-hasal"
Ghazal MATCHES FOR "maa-hasal"
Ghazal
piyo ki maa-hasal-e-hosh kis ne dekhaa hai
tamaam vahm-o-gumaa.n hai tamaam dhokaa hai
Anwar Shuoor
Ghazal
laakh raas aa.e magar kaam hai naadaanii kaa
tum mire maa-hasal-e-kaar-e-mohabbat pe na jaa.o
Irfan Siddiqi
Ghazal
kahaa.n kaa aadmii insaan kaisaa maa-hasal ye hai
kahii.n ashKHaas ke purze kahii.n afraad ke Tuk.De
Akhtar Ansari
Ghazal
KHuun-e-jigar se she’r likho aur maa-hasal
dam bhar kii vaah-vaah hai is se ziyaada kyaa
Mohammad Aazam
Ghazal
Gam teraa ban chukaa hai mire dil kaa maa-hasal
begaana-e-KHushii huu.n qaraaro.n ko kyaa karuu.n
Bhagwan Khilnani Saqi
Ghazal
jis ke baa'd insaan paa jaataa hai har Gam se najaat
zindagii kaa maa-hasal us aaKHrii lamhe me.n hai
Divakar Rahi
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
yahii din maa-hasal hai.n zindagii ke
yahii jo dil kii naadaanii ke din hai.n
Fazl Ahmad kariim Fazli
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Mansoor Ahmad
Ghazal
mubaahiso.n kaa maa-hasal faqat KHalish faqat KHalal
savaal hii savaal hai.n javaab ek bhii nahii.n
Anwar Shuoor
Ghazal
visaal me.n ham the itne mad.hosh jaante kyaa
ki soz-e-hirmaa.n hai maa-hasal shaadmaaniyo.n kaa
Krishna Mohan
Ghazal
kisii pur-pech rasm-e-dostii kaa maa-hasal ye hai
ghanere ja.ngalo.n ke raaste hamvaar hote hai.n
Syed Amin Ashraf
Ghazal
marnaa hii jab jahaa.n me.n hai jiine kaa maa-hasal
naahaq uThaa.e.n kis liye ehsaan-e-zindagii