SEARCH RESULTS
Showing search results for "maa-hasal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maa-hasal"
Ghazal
piyo ki maa-hasal-e-hosh kis ne dekhaa hai
tamaam vahm-o-gumaa.n hai tamaam dhokaa hai
Anwar Shuoor
Sher
ab maa-hasal hayaat kaa bas ye hai ai 'salaam'
cigarette jalaa.ii sher kahe shaadmaa.n hu.e
Salam Machhli shahri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maa-hasal"
Ghazal
KHuun-e-jigar se she’r likho aur maa-hasal
dam bhar kii vaah-vaah hai is se ziyaada kyaa
Mohammad Aazam
Ghazal
Gam teraa ban chukaa hai mire dil kaa maa-hasal
begaana-e-KHushii huu.n qaraaro.n ko kyaa karuu.n
Bhagwan Khilnani Saqi
Ghazal
jis ke baa'd insaan paa jaataa hai har Gam se najaat
zindagii kaa maa-hasal us aaKHrii lamhe me.n hai
Divakar Rahi
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
yahii din maa-hasal hai.n zindagii ke
yahii jo dil kii naadaanii ke din hai.n
Fazl Ahmad kariim Fazli
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Mansoor Ahmad
Ghazal
mubaahiso.n kaa maa-hasal faqat KHalish faqat KHalal
savaal hii savaal hai.n javaab ek bhii nahii.n
Anwar Shuoor
Ghazal
visaal me.n ham the itne mad.hosh jaante kyaa
ki soz-e-hirmaa.n hai maa-hasal shaadmaaniyo.n kaa
Krishna Mohan
Ghazal
kisii pur-pech rasm-e-dostii kaa maa-hasal ye hai
ghanere ja.ngalo.n ke raaste hamvaar hote hai.n

