SEARCH RESULTS
Showing search results for "maa-qabl"
Ghazal MATCHES FOR "maa-qabl"
Ghazal
thaa hashr ko zamaana-e-maa-qabl-e-hastii kam
so ham ne apnii umr kaa arsa bhii de diyaa
Shafaq Sopori
Ghazal
dil hai maa-qabl-e-qadiim aa.nkh hai maa-ba.ad-e-jadiid
hastii apne hii tazaadaat se Takraatii hai
Shahid Makuli
Ghazal
raat kaT ga.ii hai sub.h ho ga.ii hai
dil ko Dhuu.nDiye mat kab kaa jal bujhaa hai
Khaleel Mamoon
Ghazal
pahle pahle pyaar kii pahlii KHataa kaa irtikaab
puuchhiye mat kab kiyaa bas jab kiyaa so tab kiyaa
Azra Naz
Ghazal
zinda huu.n merii aamad-o-shud se hai kaa.enaat
aa.uu.ngaa kaal hai miraa mar kab gayaa huu.n mai.n
Krishna Mohan
Ghazal
naakaam-e-tamannaa se tuu kaam kii baate.n kar
ai husn-e-bahaana-juu mat kal kaa bhulaavaa de
Naqvii Mustafa Aabadi
Ghazal
aaj 'qaabil' mai-kade me.n inqalaab aane ko hai
ahl-e-dil andesha-e-suud-o-ziyaa.n tak aa ga.e
Qabil Ajmeri
Ghazal
Gair shaaista-e-aadaab-e-mohabbat na sahii
ham tire hijr ke aazaar me.n mar kab ga.e hai.n
Midhat-ul-Akhtar
Ghazal
sab pech kii ye baate.n hai.n shaa'iro.n kii varna
baariik aur naazuk muu kab hai us kamar saa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
shikve bhare hai.n dil me.n va-lekin 'muhibb'-e-man
kab tere aage taaqat-e-guftaar hai hame.n
Waliullah Muhib
Ghazal
har chand ho gayaa mu.aa qaa.el hazaar me.n
baaz aaya is pe bhii na vo bad-zaat chand roz