SEARCH RESULTS
Showing search results for "maa.nda"
Ghazal MATCHES FOR "maa.nda"
Ghazal
mai.n ki huu.n ek thakaa-haaraa aur maa.nda shaKHs
merii anaa kahtii hai mere muqaabil ho
Zeb Ghauri
Ghazal
aa.nkh vaa hai aur husn-e-yaar hai pesh-e-nazar
shash-jihat ke baaqii-maa.nda sab nazaaro taKHliya
Rehman Faris
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
chhe.Do na miiThii nii.nd me.n ai munkar-o-nakiir
sone do bhaa.ii mai.n thakaa-maa.nda huu.n raah kaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Khwaja Zameer
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
ai jaras harza-diraa ho na tuu itnaa chup rah
pahu.nche pas-maa.nda ba-manzil vo sadaa aur hii hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
baraa-e-shab jalaa.o mish.al-e-jaa.n
thakaa-maa.nda ye suuraj Dhal rahaa hai
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
dam to lene do nakiirain thakaa-maa.nda huu.n
ruKH pe dekho to mire gard-e-safar hai ki nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
umr-e-pas-maa.nda kuchh daliil sii hai
zindagaanii bhii ab qaliil sii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
thakaa maa.nda jo mai.n lauTuu.n kahii.n se
to darvaaze kii kunDii khol denaa
Hairat Allahabadi
Ghazal
jism thakaa-maa.nda ho lekin ghar tak aate hii
ik ma.asuum ha.nsii se taaza-dam ho jaataa hai
Pawan Kumar
Ghazal
safar me.n taaza-dam hogaa vo kaise
jo ghar hii se thakaa-maa.nda gayaa hai