SEARCH RESULTS
Showing search results for "maana-e-zulm"
Ghazal MATCHES FOR "maana-e-zulm"
Ghazal
vo sitam-pesha kahaa.n sharm-o-hayaa rakhte hai.n
ham Gariibo.n pe har ik zulm ravaa rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
tumhaare zulm-o-sitam kii sazaa milegii tumhe.n
azaab aa.egaa aur be-hisaab aa.egaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
chhe.D dii zulm kii taujiih salaamat rahiye
sharm aa.ii bhii to aaya na pashemaa.n honaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
shukr-e-KHudaa ki zulm se ma.azuur hai falak
bartaaniya hai KHalq kii Gam-KHvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa vaj.h tere zulm-o-sitam me.n mazaa nahii.n
ai daur-e-charKH aaj vo shaayad nahii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nikohish maane-e-diivaangii-haa-e-junuu.n aa.ii
lagaayaa KHanda-e-naaseh ne baKHiya jeb-o-daaman me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
maana-e-vahshat-KHiraamii-haa-e-lailaa kaun hai
KHaana-e-majnuun-e-sahraa-gard be-darvaaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
karte ho mujh ko man.a-e-qadam-bos kis liye
kyaa aasmaan ke bhii baraabar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
man.a-e-vasl-e-Gair par ha.ns kar kahaa
baare ab tum ko bhii Gairat ho ga.ii
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
zarre zarre pe ko.ii phuu.nkegaa afsuun-e-bahaar
maana-e-josh-e-numuu jaur-e-KHizaa.n kyaa hogaa
Hanif Fauq
Ghazal
maana-e-dasht-navardii ko.ii tadbiir nahii.n
ek chakkar hai mire paa.nv me.n zanjiir nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kis kaa sar-e-niyaaz thaa paa-e-ayaaz par jhukaa
maana-e-bandagi-e-shauq satvat-e-KHusravii nahii.n
Hadi Machlishahri
Ghazal
jaantaa huu.n ki bahaar aa.egii lekin 'mehdii'
maana-e-dasht-navardii kahii.n zanjiir na ho
Mehdi Machli Shahri
Ghazal
'muusaa' mirii qalam hai bahut chaak dard se
zikr-e-qitaal-o-zulm likhaa.ii ga.ii hai aaj