SEARCH RESULTS
Showing search results for "maantaa"
Ghazal MATCHES FOR "maantaa"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n ki duniyaa tujhe badal degii
mai.n maantaa huu.n ki aisaa nahii.n ba-zaahir tuu
Ahmad Faraz
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
be-diin huu.n magar hai.n zamaane me.n jitne diin
mai.n sab ko maantaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
jaantii huu.n ki vo KHafaa bhii nahii.n
dil kisii taur maantaa bhii nahii.n
Zahida Nadeem Hina
Ghazal
ye muKHtasar javaab milaa arz-e-vasl par
dil maantaa nahii.n ki tirii maan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Ghazal
kabhii to iqbaal-mand hogii mirii mohabbat
nahii.n hai imkaa.n ko.ii magar maantaa nahii.n huu.n
Pirzada Qasim
Ghazal
ai husn apnii hausla-afzaa.iyaa.n to dekh
maanaa ki chashm-e-shauq bahut be-hijaab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
chaahte dono.n bahut ik duusre ko hai.n magar
ye haqiiqat maantaa tuu bhii nahii.n mai.n bhii nahii.n
Syed Arif
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
chho.Daa na mujhe dil ne mirii jaan kahii.n kaa
dil hai ki nahii.n maantaa naadaan kahii.n kaa
Iftikhar Raghib
Ghazal
har ek pal kii udaasii ko jaantaa hai to aa
mire vajuud ko tuu dil se maantaa hai to aa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
ik dost aisaa ho ki mirii baat baat ko
sach maantaa ho aur zaraa bad-gumaa.n bhii ho
Mohammad Alvi
Ghazal
dil kaa kyaa karuu.n yaaro maantaa nahii.n merii
apne dil kii suntaa hai apne man kii kartaa hai
Anjum Ludhianvi
Ghazal
tuu nahii.n maantaa miTTii kaa dhu.aa.n ho jaanaa
to abhii raqs karuu.n ho ke dikhaa.uu.n tujh ko