SEARCH RESULTS
Showing search results for "maante"
Ghazal MATCHES FOR "maante"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mujhe maante sab aisaa ki aduu bhii sajde karte
dar-e-yaar ka.aba bantaa jo miraa mazaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
to phir vo rote hu.e minnate.n bhii maante hai.n
jo intihaa nahii.n karte hai.n ibtidaa kar ke
Ali Zaryoun
Ghazal
Aanis Moin
Ghazal
maashuuq ke kahe kaa buraa maante ho 'daaG'
bardaasht aadmii kii tabii.at me.n chaahiye
Dagh Dehlvi
Ghazal
log kahte hai.n muqaddar kaa navishta jis ko
ham nahii.n maante har chand magar hotaa hai
Saifuddin Saif
Ghazal
ham us ko apnaa samajhte hai.n apnaa maante hai.n
jise hamaaraa ilaaqa samajh me.n aa jaa.e
Nadeem Bhabha
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Amjad Najmi
Ghazal
hu.e hai.n vo naa-qqabilo.n me.n shumaar ab
jinhe.n maante the zamaane ke qaabil
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
ham aise log hii zehnii mariiz hote hai.n
jo maante hai.n ba.Daa aasraa mohabbat ko
Haseebul Hasan
Ghazal
ek mai.n huu.n jis ko tum maante nahii.n 'shaa.ir'
aur ek mai.n hii huu.n tum me.n nukta-daa.n yaaro
Himayat Ali Shayar
Ghazal
ham se hu.ii KHataa to buraa maante ho kyuu.n
ham bhii to aadmii hai.n ko.ii devtaa nahii.n