SEARCH RESULTS
Showing search results for "maate.n"
Ghazal MATCHES FOR "maate.n"
Ghazal
ham se ik baar bhii jiitaa hai na jiitegaa ko.ii
vo to ham jaan ke khaa lete hai.n maate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
be-natiija be-samar ja.ng-o-jadal suud o ziyaa.n
saarii jiite.n ek jaisii saarii maate.n ek sii
Muneer Niyazi
Ghazal
har nazar par haarnaa dil sau dafa
aisii pyaarii ab vo hai.n maate.n kahaa.n
Mirza Hasan Nasir
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
khelne vaale to bas das biis shatranjii rahe
dekhne vaalo.n ko shah-maato.n pe shah-maate.n milii.n
Karam Hyderabadi
Ghazal
turfa shatra.nj-e-mohabbat kii hai Gaa.eb baazii
shaatir-e-ishq ko ho rahtii hai.n maate.n dil me.n
Meer Hasan
Ghazal
ye zindagii kii baazii baaziigarii nahii.n hai
kyaa khel kheltii hai.n maate.n zaraa zaraa sii
Samad Ansari
Ghazal
ab Gairo.n se kyaa shikvaa karne jaa.e.n
apno.n ko hii maate.n de kar log chale
Rekha rajvanshi
Ghazal
vo to shah hai.n vo to sab kuchh KHariid le.nge
soch rahii huu.n un kii phir kyo.n maate.n ho.ngii
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
ab is ko kufr maane.n yaa bulandii-e-nazar jaane.n
KHudaa-e-do-jahaa.n ko de ke ham insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sar uThaa.o to sahii aa.nkh milaa.o to sahii
nashsha-e-mai bhii nahii.n nii.nd ke maate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaise maane.n ki unhe.n bhuul gayaa tuu ai 'kaif'
un ke KHat aaj hame.n tere sirhaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
taa gunahgaarii me.n ham ko ko.ii mat.uu.n na kare
haath me.n naama-e-taqdiir liye phirte hai.n