SEARCH RESULTS
Showing search results for "maavara-e-zehn-e-faqiihaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "maavara-e-zehn-e-faqiihaa.n"
Ghazal
jo maavara-e-zehn-e-faqiihaa.n thaa vo gunaah
us kaa bhii irtikaab kiyaa kyaa Galat kiyaa
Khalid Yusuf
Ghazal
ajab shai hai 'fazaa' zehn o nazar kii ye asiirii bhii
musalsal dekhte rahnaa baraabar sochte rahnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kushaad zehn-o-dil-o-gosh kii zaruurat hai
ye zindagii hai yahaa.n hosh kii zaruurat hai
Jafar Baluch
Ghazal
hamaare ahd kaa har zehn to nahii.n jaamid
kisii dariicha-e-ehsaas se guzar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'shaan' be-samt na kar de tumhe.n sahraa-e-hayaat
zehn me.n un ke nuquush-e-kaf-e-paa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
gulzaar-e-rivaayat se zaraa zehn ko mo.Do
jiddat ke bayaabaan me.n ashjaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
maavaraa-e-ram-o-raftaar guzartii hu.ii shaam
saa.ns letii hu.ii siine me.n utartii hu.ii shaam
Usman Alvi
Ghazal
KHaak-daa.n ko maavaraa-e-aasmaa.n le jaa.egaa
jo parinda sar pa rakh kar aashiyaa.n le jaa.egaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
vo kaahishe.n hai.n ki aish-e-junuu.n to kyaa ya.anii
Guruur-e-zehn-e-rasaa bhii nahii.n rahaa ab to
Jaun Eliya
Ghazal
gar dikhaataa karam-e-zehn-e-rasaa faiz mujhe
suurat-e-bahr tabii.at me.n ravaanii hotii
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
ai zehn-e-rasaa kuchh sipar-andaaz to ho jaa
dekhe.n to javaab aate hai.n aflaak se kyaa kyaa
Maqsood Aafaque
Ghazal
iKHtilaaf-e-zehn-e-fitrat zindagaanii kaa saraab
ishtiraak-e-baahamii hii maujib-e-dariyaa hu.aa
Ajiz Matvi
Ghazal
varaa-e-zehn-o-zamaa.n kis ne kaa.enaat bunii
tuu kaise kahtaa hai ko.ii nahii.n nahii.n ko.ii hai