SEARCH RESULTS
Showing search results for "machchhar"
Ghazal MATCHES FOR "machchhar"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
le hii letaa lab-e-dildaar kaa bosa u.D kar
kaash aashiq jo banaayaa thaa to machchhar hotaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
badlii.n shab-e-firaaq me.n kuchh itnii karvaTe.n
aa.e hai.n yaad des ke machchhar tamaam raat
Bulbul Kashmiri
Ghazal
kuchh aa ga.ii daavar-e-mahshar se hai ummiid mujhe
kuchh aap ne mire kahne kaa e'tibaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
yaa rab hame.n to KHvaab me.n bhii mat dikhaa.iyo
ye mahshar-e-KHayaal ki duniyaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
hai majma-e-aGyaar ki ha.ngaama-e-mahshar
kyaa sair mire diida-e-tar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
har zaKHm-e-jigar daavar-e-mahshar se hamaaraa
insaaf-talab hai tirii bedaad-garii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
phir tirii yaad ke mausam ne jagaa.e mahshar
phir mire dil me.n uThaa shor havaa.o.n jaisaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
'uzr-aafriin-e-jurm-e-mohabbat hai husn-e-dost
mahshar me.n 'uzr-e-taaza na paidaa kare ko.ii
Allama Iqbal
Ghazal
milegii shaiKH ko jannat, hame.n dozaKH ataa hogaa
bas itnii baat hai jis ke liye mahshar bapaa hogaa
Hari Chand Akhtar
Ghazal
ai daavar-e-mahshar le dekh aa.e tirii duniyaa
ham KHud ko bhii kho baiThe vo bhii.D thii mele me.n
Qaisarul Jafri
Ghazal
mahshar kaa KHair kuchh bhii natiija ho ai 'adam'
kuchh guftuguu to khul ke kare.nge KHudaa ke saath
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ek ik pal me.n utartaa rahaa sadiyo.n kaa azaab
hijr kii raat guzaarii hai ki mahshar dekhaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
ik umr ke dukh paa.e sote hai.n faraaGat se
ai GalGala-e-mahshar ham ko na jagaa jaanaa