SEARCH RESULTS
Showing search results for "madrase"
Ghazal MATCHES FOR "madrase"
Ghazal
'zauq' jo madrase ke big.De hu.e hai.n mullaa
un ko mai-KHaane me.n le aa.o sa.nvar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ye butaan-e-asr-e-haazir ki bane hai.n madrase me.n
na adaa-e-kaafiraana na taraash-e-aazraana
Allama Iqbal
Ghazal
mire kaduu ko Ganiimat samajh ki baada-e-naab
na madrase me.n hai baaqii na KHaanqaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
kabhii madrase me.n aataa ko.ii aisaa chaaT vaalaa
ki jo muft me.n khilaataa na kabhii udhaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
aql ke madrase se ho ishq ke mai-kada me.n aa
jaam-e-fanaa va be-KHudii ab to piyaa jo ho so ho
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
muzhda-baad ai baada-KHvaaro daur-e-vaa.iz ho chukaa
madrase khole ga.e ta.amiir mai-KHaana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
KHatm chhuTTii madrase kaa dar khulaa
aql-o-daanish ilm-o-fan kaa ghar khulaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
uThte hu.e jo dair se lii madrase kii raah
tasbiih shaiKH-e-shahr kii zunnaar kar chale
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
us ke jaane pe KHushii bhii thii mujhe fikr bhii thii
jaise maa.n madrase jaataa hu.aa bachcha dekhe
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
har madrase me.n dars-e-shahaadat hai surKH-ruu
dars-e-hayaat saare hu.e nazr-e-intishaar
Zehra Nigaah
Ghazal
ujaaltaa huu.n mai.n naalain-e-paa-e-laKHt-e-jigar
ki madrase ko chalaa ilm kaa KHazaana ko.ii
Sabir Zafar
Ghazal
madrase me.n kahaa.n us zulf kaa mauzuu-e-jadiid
log pahu.nche to rivaayaat-e-kuhan tak pahu.nche
Sirajuddin Zafar
Ghazal
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
jahaan-e-ilm kaa yaaro ajiib hai dastuur
ki madrase to bahut hai.n nisaab ko.ii nahii.n