SEARCH RESULTS
Showing search results for "maftuuh"
Ghazal MATCHES FOR "maftuuh"
Ghazal
kaisaa maftuuh saa manzar hai ka.ii sadiyo.n se
mere qadmo.n pe miraa sar hai ka.ii sadiyo.n se
Wasi Shah
Ghazal
maftuuh bastiyo.n pe hai yalGaar kii gha.Dii
galiyo.n me.n ek lashkar-e-jarraar aa.egaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
dab ga.e minnat-e-mazduur se aivaa.n kitne
jhuk ga.e Gairat-e-maftuuh se parcham kyaa kiyaa
Akhtar Ansari
Ghazal
saa.npo.n ke tasallut me.n the chi.Diyo.n ke basere
maftuuh gharaane! tirii tamsiil to ye thii
Iqbal Kausar
Ghazal
dushman ko mai.n ne pyaar se maftuuh kar liyaa
aa dekh dilkashii tuu mire intiqaam kii
Majid Raza Amber
Ghazal
Yawar Azeem
Ghazal
faateh aur maftuuh mujhe dono.n kahiye
mai.n jab ubhraa saaraa lashkar Duub gayaa
Raunaq Shahri
Ghazal
ai zulf-o-ruKH-e-yaar tirii sho.abada-baazii
mahmuud saa faateh bhii hai maftuuh-e-ayaazii
Mohan Singh Deewana
Ghazal
juu.n fauj ki maftuuh ho zanjiir me.n aave
alfaaz kaa lashkar mirii tahriir me.n aave
Akhtar Saeed
Ghazal
ha.nste hai.n mirii suurat-e-maftuu.n pe shaguufe
mere dil-e-naadaan se kuchh bhuul hu.ii hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
un se mafhuum-e-Gam-e-ziist adaa ho shaayad
ashk jo daaman-e-mizhgaa.n ne sambhaale ho.nge
Parwaz Jalandhari
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
tazaad-e-zaat ke baa.is khulaa vo kam-suKHan aisaa
adhuurii baat ke mafhuum bhii puure nikal aa.e
Khalid Moin
Ghazal
qur.aan kaa mafhuum unhe.n kaun bataa.e
aa.nkho.n se jo chehro.n kii tilaavat nahii.n karte
Khursheed Akbar
Ghazal
lafz chuntaa huu.n to mafhuum badal jaataa hai
ik na ik KHauf bhii hai jur.at-e-iz.haar ke saath
Qateel Shifai
Ghazal
lafz kis shaan se taKHliiq hu.aa thaa lekin
us kaa mafhuum badalte rahe nuqte kyaa kyaa