SEARCH RESULTS
Showing search results for "mah-e-do-hafta"
Ghazal MATCHES FOR "mah-e-do-hafta"
Ghazal
misl-e-mah-e-do-hafta vahii sarfaraaz thaa
jis kii jabiin-e-shauq pe daaG-e-niyaaz thaa
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mah-e-do-hafta banaayaa hamii.n ne aariz ko
hamaarii vaj.h se husn aap kaa do-chand hu.aa
Zeba
Ghazal
aise ab ke yaad aa.ii is mah-e-do-hafta kii
chaa.ndnii utar aa.ii jaise ghar ke aa.ngan me.n
Ishtiyaq Talib
Ghazal
jo daaG-e-ishq chamak uThe mere siine me.n
tamaam maah-e-do-hafta ko mai.n KHajil kar duu.n
Khalid Mubashshir
Ghazal
kisii ko aks-kushii me.n kamaal ho na sakaa
mah-e-do-hafta hariif-e-jamaal ho na sakaa
Saqib Kanpuri
Ghazal
kisii ko aks-kashii me.n kamaal ho na sakaa
mah-e-do-hafta hariif-e-jamaal ho na sakaa
Saqib Rampuri
Ghazal
mah-e-do-hafta bhii hotaa to lutf thaa 'aatish'
akele pii ke sharaab-e-do-saala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mai.n ne har maah-e-do-hafta ko ba-vaqt-e-piirii
jalva-e-sub.h me.n khoyaa hu.aa taaraa dekhaa
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Ghazal
iimaan hai tire ruKH-e-raushan ko dekhnaa
pesh-e-nazar hai mo.ajiza maah-e-do-niim kaa
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
zarro.n ko hariif-e-mah-o-KHurshiid banaa do
insaan kii raaho.n me.n sitaaro.n ko bichhaa do
Bashir Farooq
Ghazal
do pal ke hai.n ye sab mah o aKHtar na bhuulnaa
suuraj Guruub hone kaa manzar na bhuulnaa
Ajmal Ajmali
Ghazal
navaah-e-chashm kaa mausam badalnaa hai ta.aavun kar
yahii bas ek do hafta hamaare saamne mat aa
Hamida Shaheen
Ghazal
bas guzarte chale jaate hai.n mah-o-saal-e-umiid
do-gha.Dii gardish-e-ayyaam Thahartii bhii nahii.n