SEARCH RESULTS
Showing search results for "mah-e-tamaam"
Ghazal MATCHES FOR "mah-e-tamaam"
Ghazal
umr bhar pesh-e-nazar maah-e-tamaam aate rahe
chand chehre aa.iina-KHaane ke kaam aate rahe
Raunaq Raza
Ghazal
bahut udaas hai maah-e-tamaam kis ke liye
rukii hu.ii hai mu.nDero.n pe shaam kis ke liye
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
kam-nigaahii hor taGaaful mat kar ai maah-e-tamaam
muk tiraa kartaa hai Gamza kaam 'aashiq kaa tamaam
Qurbi Velori
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
maanuus ho rahe hai.n tirii jalva-gaah se
paho.nche abhii hai.n manzil-e-maah-e-tamaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
mastii me.n aaj to.De.nge kuuze sharaab ke
tauba ke saath ruKHsat-e-maah-e-tamaam hai
Ranj Merthi
Ghazal
afzuunii-e-jamaal kaa baa.is hai faasla
farsh-e-zamii.n se jalva-e-maah-e-tamaam dekh
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
kyaa kyaa KHushii thii va.ada-e-maah-e-tamaam kii
ghar ko bhisht-zaar banaayaa thaa shaam ne
Khurshid Rabbani
Ghazal
mire KHaana-e-dil me.n hai.n jalva-farmaa
jo hai.n misl-e-maah-e-tamaam allaah allaah
Barqi Azmi
Ghazal
baras pa.De.ngii nigaahe.n chahaar jaanib se
faroG-e-jalva-e-maah-e-tamaam paidaa kar
Wali Kakoravi
Ghazal
baras pa.De.ngii nigaahe.n chahaar jaanib se
faroG-e-jalva-e-maah-e-tamaam paidaa kar
Wali Kakoravi
Ghazal
bikhartii kirno.n ko aa.ngan me.n thaamne vaale
mah-e-tamaam kaa piinaa pa.Degaa zahr tujhe
Musavvir Sabzwari
Ghazal
mire dariiche kaa manzar hai kuchh adhuuraa saa
damak rahaa hai vo maah-e-tamaam aur kahii.n