SEARCH RESULTS
Showing search results for "mah-e-tamaam"
Nazm MATCHES FOR "mah-e-tamaam"
Nazm
aurat
jaa rahaa hai apnii manzil kii taraf maah-e-tamaam
jaise qabro.n ke mujaavir jaise masjid ke imaam
Shatir Hakeemi
Nazm
mah-e-tamam
mah-e-tamaam faqat dekhtaa nahii.n hai hame.n
vo jabr-o-qaid-e-musalsal pe ik mashaqqat kii
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
apne yazdan se ek sawal mera
misl-e-maah-e-tamaam tuu mujh ko
raasta kyo.n dikhaa nahii.n saktaa
Shaista Mufti
Nazm
payam-e-azadi
haTaa de parda-e-taariik jabr-o-istibdaad
ki nuur-baar ho maah-e-tamaam-e-aazaadii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
la-tahzanu
vo dekho chuum rahaa hai falak ko maah-e-tamaam
abhii bhii KHvaab hai.n daamaan-e-nau-e-insaa.n me.n
Rehman Faris
Nazm
tanhai tumhein yaad karti hai
mah-e-tamaam ne 'aks-e-ruKH-e-tajallii me.n
qadam qadam pe tumhe.n jalva-baar dekhaa hai
Bismil Dehlavi
Nazm
nazr-e-Khaalida
terii hastii aasmaan-e-tark kaa maah-e-tamaam
tuu mohabbat har nafas teraa mohabbat kaa payaam
Asrarul Haq Majaz
Nazm
be-nishan
raat yuu.n biit ga.ii jaise ki niklaa hii na thaa
matla-e-shauq pe vo maah-e-tamaam
Mughni Tabassum
Nazm
aazadi
hamaare zor se zanjiir-e-tiirgii TuuTii
hamaaraa soz hai maah-e-tamaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
katik ka chand
in kii qismat me.n shab-e-maah ko ronaa kaisaa
in ke siine me.n na hasrat na tamannaa ko.ii
Ibn-e-Insha
Nazm
nur-jahan ka mazar
maah-e-falak-e-husn ko ye burj milaa hai
ai charKH tire husn-e-navaazish kaa gilaa hai
Tilok Chand Mahroom
Nazm
15 august
har suu hai bahaar-e-maah-e-august
hai dil me.n qaraar-e-maah-e-august
Shaukat Pardesi
Nazm
sahar hone tak
ye gardish-e-mah-o-saal aazmaa chukii hai jinhe.n
ye gardish-e-mah-o-saal aazmaa rahii hai hame.n
Mahmood Ayaz
Nazm
nau-urus
sumbulii.n zulfo.n pe afshaa.n kii chamak
vo jabii.n par taabish-e-maah-e-mubii.n