SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahaknaa"
Ghazal MATCHES FOR "mahaknaa"
Ghazal
shaaKH-e-gul kaaT ke tirshuul banaa dete ho
kyaa gulaabo.n kaa mahaknaa bhii Galat lagtaa hai
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
Samia Naseem
Ghazal
ye gul-e-dard hai is ko to mahaknaa hai huzuur
aap KHushbuu ko giraftaar nahii.n kar sakte
Ayub Khawar
Ghazal
kuchh KHabar bhii hai tujhe dil ko jalaane vaale
zaKHm khilte hai.n to phir un kaa mahaknaa tai hai
Nilofar Noor
Ghazal
khiltaa hai vo phuul abhii ik khi.Dkii me.n
jis ko aaKHir-kaar mahaknaa mujh me.n hai
Ayub Khawar
Ghazal
aaKHir suKHan tamaam kiyaa is du.aa ke saath
rahnaa gulo.n ke beach mahaknaa havaa ke saath
Khwaja Razi Haidar
Ghazal
Naim Siddiqi
Ghazal
lalchaa.ii ko.ii zulf na machlaa ko.ii daaman
is baaG ke phuulo.n ko mahaknaa bhii na aayaa
Ezaz Afzal
Ghazal
kin manzaro.n me.n mujh ko mahaknaa thaa 'aaftaab'
kis regzaar par huu.n mai.n aa kar khilaa hu.aa
Aftab Hussain
Ghazal
abhii to un ko fazaa me.n har samt thaa mahaknaa
jo KHushbu.e.n rah ga.ii.n supurd-e-Gubaar ho kar
Amardeep Singh
Ghazal
laala-o-gul par tavaaf-e-ishq kartii titliyaa.n
aur Guncho.n kaa mahaknaa lahlahaanaa yaad hai
Fakhruddin Ghauri Faiz
Ghazal
us sitamgar ke masalne se shanaasaa nahii.n tum
mat kisii bhuul me.n rahnaa na mahaknaa phuulo
Zubair Hamza
Ghazal
KHushbuu se mo'attar ho tire she'r kaa markaz
phuulo.n kaa mahaknaa tiraa andaaz-e-bayaa.n ho
Imtiyaz Kavish
Ghazal
Prashant Mishra Man
Ghazal
dil ke daaGo.n kaa chaman har-dam mahaknaa chaahiye
apnii aaho.n ke dhu.e.n ko tum sabaa kaa naam do
Musarrat Jabeen Zeba
Ghazal
Naim Siddiqi
Ghazal
Athar Ziai
Ghazal
ik zaraa sii aur fursat ai fareb-e-dard-e-dil
gulshan-e-hastii me.n gul ban kar mahaknaa hai mujhe
Jagdish Mehta Dard
Ghazal
sandal se mahaktii hu.ii pur-kaif havaa kaa
jho.nkaa ko.ii Takraa.e to lagtaa hai ki tum ho