SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahallaat-e-shaahii"
Ghazal MATCHES FOR "mahallaat-e-shaahii"
Ghazal
mizaaj-e-‘shaahii’ ko zebaa nahii.n ye rang magar
Guruur-e-tarz-e-suKHan faKHr-e-fikr-o-fan hai mujhe
Shahi Arariawi
Ghazal
'shaahii' hazaar jaa.n se tasadduq hai aap par
ai jalva-haa-e-tuur dil-e-taalib-e-visaal
Shahi Arariawi
Ghazal
ye mahallaat-e-shaahii tabaahii ke hai.n muntazir
girne vaale hai.n un ke alam sabr kar sabr kar
Nasir Kazmi
Ghazal
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
jo faqr me.n suruur hai shaahii me.n vo kahaa.n
ham bhii rahe hai.n nashsha-e-daulat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
uryaani-e-tan hai ye ba-az-KHil.at-e-shaahii
ham ko ye tire ishq me.n saamaan hai maujuud
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
larza-a.ngez sahii tamkanat-e-taKHt-e-shahii
lek jab arsh-e-mua.allaa ko jalaal aataa hai
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
satvat-e-qasr-e-shahii dhoke me.n rakhtaa hai ki jo
azmat-e-gumbad-o-mehraab se kam vaaqif hai
Nadiya ambar lodhi
Ghazal
taKHt chaahaa na kabhii masnad-e-shaahii chaahii
ham ne zaalim se faqat KHair-nigaahii chaahii
Shafeeq Abidi
Ghazal
jo raas aa.ii use masnad-e-shahii to suno
shikasta chuu.Diyaa.n ab razm-gaah me.n rakhnaa
Mahmooda Ghaziya
Ghazal
mai.n baiThuu.n zamii.n par ye baiThe samaa.n par
kujaa taKHt-e-shaahii kujaa boriyaa hai
nayan sukh
Ghazal
Syed Mohammad Tajeel Mehdi
Ghazal
jashn-e-shaahii me.n Gariibo.n ko bhii daavat denaa
chaa.nd ke saath sitaare bhii ziyaa karte hai.n
Naved Anjum
Ghazal
to hiqaarat kii nazar se na unhe.n dekh miyaa.n
ye phaTe kap.De tujhe KHil.at-e-shaahii de.nge