SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahallaat-e-shaahii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahallaat-e-shaahii"
Ghazal
mizaaj-e-‘shaahii’ ko zebaa nahii.n ye rang magar
Guruur-e-tarz-e-suKHan faKHr-e-fikr-o-fan hai mujhe
Shahi Arariawi
Ghazal
'shaahii' hazaar jaa.n se tasadduq hai aap par
ai jalva-haa-e-tuur dil-e-taalib-e-visaal
Shahi Arariawi
Ghazal
ye mahallaat-e-shaahii tabaahii ke hai.n muntazir
girne vaale hai.n un ke alam sabr kar sabr kar
Nasir Kazmi
MORE MATCHES FOR "mahallaat-e-shaahii"
Ghazal
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
uryaani-e-tan hai ye ba-az-KHil.at-e-shaahii
ham ko ye tire ishq me.n saamaan hai maujuud
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
larza-a.ngez sahii tamkanat-e-taKHt-e-shahii
lek jab arsh-e-mua.allaa ko jalaal aataa hai
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
satvat-e-qasr-e-shahii dhoke me.n rakhtaa hai ki jo
azmat-e-gumbad-o-mehraab se kam vaaqif hai