SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahbas"
Ghazal MATCHES FOR "mahbas"
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
aise mahbas me.n janm apnaa hu.aa hai ki mujhe
har dariiche se ba.Dii sard havaa lagtii hai
Murtaza Barlas
Ghazal
ghuTaa ghuTaa saa na rah tajrabo.n ke mahbas me.n
sariir-e-vaqt kii raaho.n se tuu kitaab me.n aa
Karamat Ali Karamat
Ghazal
qaafile shauq ke rukte nahii.n diivaaro.n se
sai.nka.Do.n mahbas-o-zindaa.n ke dayaar aate hai.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
dil ke mahbas me.n kare.n zaat kaa maatam kab tak
aa.o baahar to chale.n vaqt kaa andaaza kare.n
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
ho sake taaza havaa kaa mahbas-e-jaa.n me.n guzar
dil kii diivaaro.n me.n raushan-daan honaa chaahiye
Faheem Jogapuri
Ghazal
Rais Amrohvi
Ghazal
haalaat ke mahbas se nikaalo unhe.n varna
mar jaa.e.nge ghuT kar yahaa.n KHuddaar kisii din
Ayaz Mahmood Ayaz
Ghazal
Shaz Tamkanat
Ghazal
ye gosha-giir tabii.at bhii ek mahbas hai
havaa ke lams me.n aa.o hare-bhare ho jaa.o
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
jo chaaho bhii to jism se nikloge kis tarah
mahbas me.n saa.ns ke ko.ii diivaar-o-dar kahaa.n
Saba Ikram
Ghazal
Zia Jalandhari
Ghazal
yaa hame.n qaid karo mahbas-e-tanhaa.ii me.n
yaa usii dushman-e-jaanii se milaa do ham ko
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
nikal ke mahbas-e-shab-ra.ng se junuu.n vaale
asiir hote rahe asr-e-nau ke dhoke me.n
Ali Abbas Ummeed
Ghazal
dil ke mahbas se chale the qaafile yaado.n ke par
ik kiran palko.n kii suulii par savaalii ho ga.ii