SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahiina"
Ghazal MATCHES FOR "mahiina"
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
saavan kaa mahiina hai mausam bhii suhaanaa hai
aa jaa.o jo aanaa hai aa jaa.o jo aanaa hai
Sarwar Alam Raz
Ghazal
ik tiraa husn gulaabo.n saa Gazal suurat hai
ik ye saavan kaa mahiina hai suhaanaa aanaa
Mubarik Siddiqi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
bichh.De the jab ye log mahiina thaa june kaa
sohnii banaa rahii thii mahii.nvaal kaa bajaT
Khalid Irfan
Ghazal
phir na.e saal kii aamad pe qasiida likhkhuu.n
KHatm hone ko december kaa mahiina aaya
Asar Ansari
Ghazal
sard hai raat december kaa mahiina aur mai.n
aur is par ye tire hijr kaa mausam bhii hai
Rizwan Haider
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHush ho ai chashm ki hai fasl yahii rone kii
muzhda ai abr ki saavan kaa mahiina aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
muddat hu.ii raahat bharaa manzar nahii.n utraa
saavan kaa mahiina mirii chhat par nahii.n utraa
Suleman Khumar
Ghazal
phir ThiThurtii raat me.n footpath par hogaa Gariib
aa gayaa phir vo mahiina is liye bechain huu.n
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
bha.Dak uThtii hai jis me.n aag dil kii
vo saavan kaa mahiina aa gayaa hai
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
sard hai raat december kaa mahiina aur mai.n
aur is par ye tire hijr kaa mausam bhii hai
Rizwan Haider
Ghazal
udhar vo pahlii ko aa.e the ek pal ke liye
udhar tamaam mahiina mai.n sochtaa hii rahaa