SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahruum-e-tamannaa"
Ghazal MATCHES FOR "mahruum-e-tamannaa"
Ghazal
is arz-e-tamannaa me.n kise chain milaa hai
dil ne magar is KHauf se hijrat nahii.n kii hai
Yashab Tamanna
Ghazal
ab kisii rahbar-e-manzil kii tamannaa bhii nahii.n
mai.n akelaa huu.n musaafir mirii manzil tanhaa
Tamanna Jamali
Ghazal
ik tuu hii nahii.n naasiya-farsaa mire aage
har shaKHs hai mahruum-e-tamannaa mire aage
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
khol detaa hai phir ummiid kii khi.Dkii ko.ii
mujh ko mahruum-e-tamannaa nahii.n hone detaa
Wasiq Ansari
Ghazal
kis darja mohabbat se har jaa ko sa.nvaaraa thaa
mahruum-e-tamannaa hii viiraana rahaa aksar
Shaista Mufti
Ghazal
Aslam Aazad
Ghazal
KHudaa kare ye samajh le ma.aal-e-ishq-e-butaa.n
du'aa karo ko.ii 'mahruum'-e-KHasta-jaa.n ke liye
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
mai.n vo mahruum-e-tamannaa huu.n ki jis kii KHaatir
bharii bastii me.n azaadaar nahii.n hai ko.ii
Jahanzeb Sahir
Ghazal
Hamid Mukhtar Hamid
Ghazal
chhe.Dte hai.n mujhe mahruum-e-tamannaa kah kar
ek do in me.n yaqiinan usii naTkhaT ke hai.n
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
ba-ii.n kamaal-e-KHirad kyuu.n hai maa.il-e-ilhaad
maqaam-e-'josh' ko 'mahruum'-e-zaar kyaa jaane
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
mahruumii-e-qismat hai mirii KHaas vagarna
mash.huur-e-jahaa.n hai karam-e-aam tumhaaraa
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
zaraa 'tamannaa' Daro roz-e-hashr se jis din
KHudaa tumhaare gunaaho.n kaa ehtisaab kare
Tamanna Jafri
Ghazal
Tamanna Jafri
Ghazal
ai shahanshaah 'tamannaa' to tujhe mil na sakii
us kii muurat tire aivaan me.n rakh dii ga.ii hai
Tamanna Jafri
Ghazal
KHud hii viiraanii-e-dil KHud hii charaaG-e-mahfil
kabhii mahruum-e-tamannaa kabhii shaidaa chehre
Jameel Malik
Ghazal
mujh saa mahruum-e-tamannaa bhii na hogaa ko.ii
umr guzrii hai KHud apnaa hii lahuu piine me.n
Talib Dehlavi
Ghazal
Nazar Barni
Ghazal
hasrat-zada-e-shauq hai ummiid hamaarii
mahruum-e-tamannaa dil-e-naakaam hamaaraa