SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahv-e-aish"
Ghazal MATCHES FOR "mahv-e-aish"
Ghazal
ko.ii hai mahv-e-aish-o-talabgaar-e-zindagii
ko.ii hai shikva-sanj-o-giraa.n-baar-e-zindagii
Basheerunnisaa Begam Basheer
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
ai 'aish' jab se baada-e-laa-taqnatuu milaa
baaqii rahaa na Dar hame.n roz-e-hisaab kaa
Aish Meeruthi
Ghazal
ai 'aish' hai farsuuda ab qais kaa afsaana
ulfat to kisii kii bhii jaagiir nahii.n hotii
Aish Meeruthi
Ghazal
har ravish un kii qayaamat hai qayaamat ai 'aish'
jis taraf jaate hai.n ik hashr bapaa hotaa hai
Aish Meeruthi
Ghazal
kuchh aise kii hai adaa rasm-e-bandagii mai.n ne
guzaar dii tire va.ade pe zindagii mai.n ne
Aish Meeruthi
Ghazal
hai 'aish' saath ko.ii raahbar na hamraahii
kaTegii dekhiye tanhaa rah-e-vafaa kaise
Aish Meeruthi
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
Shaghil Qadri
Ghazal
dekh saudaa-zada-e-ulfat-e-KHuubaa.n ai 'aish'
vaadi-e-ishq me.n kyaa kyaa tag-o-puu karte hai.n
Aish Dehlvi
Ghazal
aashiq hu.e hai.n parda-nashii.n par bas is liye
rakhte hai.n soz-e-ishq nihaa.n jaan o tan me.n ham
Aish Dehlvi
Ghazal
sach to ye baat hai ai 'aish' ki paate hai.n yahaa.n
tere ash.aar me.n tarz-e-suKHan-e-'miir' kii buu
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
phir rahaa Dar tujhe kis baat kaa ai 'aish' bataa
dil se dha.Dkaa jo tire naf-o-zarar kaa niklaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
chiyuu.nTiyo.n ko bhii sunaa ai 'aish' yaa.n
da.avaa-e-mulk-e-sulaimaa.n hii rahaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
phirnaa us kuuche me.n yaa palko.n se jhaa.Duu denii
raat din ham ko hai ai 'aish' isii kaam se shauq
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
zulf-e-butaa.n kii yaad me.n ai 'aish' kyaa kahuu.n
dil ne mire uThaa.e hai.n kyaa pech-o-taab-e-shab