SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahv-e-naaz"
Ghazal MATCHES FOR "mahv-e-naaz"
Ghazal
ai mahv-e-naaz meraa jahaa.n ik nazar to dekh
hotii hai kis tarah shab-e-Gam kii sahar to dekh
Najma Jafari
Ghazal
mai.n agar un ke KHad-o-KHaal me.n kho jaa.uu.n kabhii
vo kahe.n naaz kahaa.n ho to Gazal hotii hai
Naz Khialvi
Ghazal
Naz Layalpuri
Ghazal
shahr vaalo.n ne inhe.n abr-e-karam samjhaa naaz
apne aa.nsuu jo havaa.o.n me.n uchhaale mai.n ne
Naz Butt
Ghazal
Naz Butt
Ghazal
Naz Butt
Ghazal
vo raahzan hai magar phir bhii jaane kyo.n ai 'naaz'
ko.ii ko.ii to use raahbar bataataa hai
Krishna Kumar Naz
Ghazal
Krishna Kumar Naz
Ghazal
du.aa ke haath bhii shal ho ga.e magar ai 'naaz'
vahii zamiin vahii aasmaan baaqii hai
Naz Qadri
Ghazal
begaana-e-adab kiye detii hai kyaa karuu.n
us mahv-e-naaz kii nigah-e-aashnaa mujhe
Hasrat Mohani
Ghazal
dafnaa.ii nahii.n jaa.egii ai 'naaz' ye mujh se
ye 'ishq kii hai laash uThaanii bhii nahii.n hai
Misma Naaz
Ghazal
tumhaare haatho.n me.n shaa.ir kaa hai qalam ai 'naaz'
kitaab-e-dil pe mohabbat kaa haashiya likh do
Naz Qadri
Ghazal
kare teG-e-nigaah-e-naaz lohaa tez-tar apnaa
lahuu me.n Duubne ko dil bhii hai siina sipar apnaa
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
jo qalb-o-jaa.n me.n na soz-e-KHuluus ho ai 'naaz'
du.aa ke taaq me.n kaise jale asar kaa charaaG
Naz Qadri
Ghazal
intisaab-e-Gam-e-hastii ke liye ab ai 'naaz'
KHuub-suurat saa ko.ii naam nazar me.n rakhnaa
Naz Qadri
Ghazal
junuun-e-ishq se iz.haar-e-aashiqii maaluum
kise KHabar ki ko.ii mahv-e-naaz kab se hai
Saifi Premi
Ghazal
kisii bhii haal me.n ai 'naaz' ham nahii.n maayuus
kabhii zamaane kii ham par bhii yak nazar hogii
Muzafarunnisa Naz
Ghazal
jo apnii aan par ai 'naaz' apnii jaan dete the
zamaane me.n nazar ab aise diivaane nahii.n aate