SEARCH RESULTS
Showing search results for "maidaa"
Ghazal MATCHES FOR "maidaa"
Ghazal
lazzat hanuuz maa.ida-e-ishq me.n nahii.n
aataa hai lutf-e-jurm-e-tamannaa sazaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
dil-e-hasrat-zada thaa maa.ida-e-lazzat-e-dard
kaam yaaro.n kaa ba-qadr-e-lab-o-dandaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kyaa kiije chun ke maa.ida-e-dil ko laKHt laKHt
teraa hii tiir siine me.n jab mehmaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
bhaag viiraana-e-duniyaa se ki is manzil me.n
nuzl-e-mehmaan ba-juz maa.ida-e-aaz nahii.n
Ismail Merathi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
miinaa-ba-miinaa mai-ba-mai jaam-ba-jaam jam-ba-jam
naaf-piyaale kii tire yaad ajab sahii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
maidaa.n kii haar jiit to qismat kii baat hai
TuuTii hai kis ke haath me.n talvaar dekhnaa
Nida Fazli
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
rahmaan kii rahmat ho ki bhagvaan kii muurat
har khel kaa maidaan yahaa.n bhii hai vahaa.n bhii