SEARCH RESULTS
Showing search results for "majbuuran"
Ghazal MATCHES FOR "majbuuran"
Ghazal
taj diyaa thaa kal jin ko ham ne terii chaahat me.n
aaj un se majbuuran taaza aashnaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Azeem
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
Murtaza Barlas
Ghazal
kinaare duur bahut duur the tuu majbuuran
samundaro.n me.n hii logo.n ne ghar basaa.e the
Parvin Shere
Ghazal
chal diye sab dost aur ahbaab tanhaa chho.D kar
ab to majbuuran Gariiq-e-jaam honaa chaahiye
Azam Jalalabadi
Ghazal
samajh me.n aa.e jo aisaa kare.n vo majbuuran
huduud to.Dte rahte hai.n log tafriihan
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Qasim Niyazi
Ghazal
mai.n chalaa jaataa huu.n duniyaa kii taraf majbuuran
mere andar kaa ye fankaar kahaa.n jaataa hai
Altamash Abbas
Ghazal
Masoom Ansari
Ghazal
na mujh se puuchhiye kis dil se aaj majbuuran
ik ajnabii kii tarah aap se milaa huu.n mai.n
Nazar Aitawi
Ghazal
ziist ik bojh rahii un se bichha.D kar 'afzal'
ye alag baat ki jiine ko jiye majbuuran
Afzal Kiratpuri
Ghazal
un ko majbuuran naqaab-e-ruKH uThaanaa hii pa.Daa
jur.at-e-ahl-e-nazar ko aazmaanaa hii pa.Daa
Sajid Rizwi
Ghazal
'umr muqarrar hotii hai har rishte kii
majbuuran bhii haath chhu.Daanaa hotaa hai
Nomaan Shauque
Ghazal
paikar-e-mehr-o-vafaa ham hai.n magar majbuuran
haath me.n teG liye GalGala-zan uTThe hai.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
faaKHta kii majbuurii ye bhii kah nahii.n saktii
kaun saa.np rakhtaa hai us ke aashiyaane me.n