SEARCH RESULTS
Showing search results for "majlis"
Ghazal MATCHES FOR "majlis"
Ghazal
majlis me.n mire zikr ke aate hii uThe vo
badnaami-e-ushshaaq kaa e.azaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
ajiib rang thaa majlis kaa KHuub mahfil thii
safed posh uThe kaa.e.n kaa.e.n karne lage
Rahat Indori
Ghazal
majlis me.n raat ek tire partave baGair
kyaa sham.a kyaa pata.ng har ik be-huzuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
raakh sii majlis-e-aqvaam kii chuTkii me.n hai kyaa
kuchh bhii ho ye miraa pindaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
faqiih-e-shahr kii majlis se kuchh bhalaa na hu.aa
ki us se mil ke mizaaj aur kaafiraana hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
majlis-e-shaam-e-Gariibaa.n hai bapaa chaar pahar
mustaqil bas abhii maahaul-e-azaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa jaane daab sohbat az KHvesh raftagaa.n kaa
majlis me.n shaiKH-saahib kuchh kuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
faqiih-e-shahr kii majlis nahii.n ki duur raho
ye bazm-e-piir-e-muGaa.n hai qariib aa jaa.o
Ahmad Faraz
Ghazal
raat majlis me.n tire husn ke sho.ale ke huzuur
sham.a ke mu.nh pe jo dekhaa to kahii.n nuur na thaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
us sham.a kii majlis me.n jaanaa hame.n phir vaa.n se
ik zaKHm-e-zabaa.n taaza har roz uThaa jaanaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shaiKH yahaa.n baat tirii pesh na jaave hargiz
aql kuu.n chho.D ke mat majlis-e-rindaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
dono.n hii kinaaro.n pe thii biimaaro.n kii majlis
is paar the miiThe ke to us paar namak ke
Varun Anand
Ghazal
tasviir ke maanind lage dar hii se guzrii
majlis me.n tirii ham ne kabhuu baar na paayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aalam ko jalaatii hai tirii garmi-e-majlis
marte ham agar saaya-e-diivaar na hotaa
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
majlis-e-vaaz me.n kyaa merii zaruurat naaseh
ghar me.n baiThaa hu.aa shuGl-e-mai-o-miinaa na karuu.n