SEARCH RESULTS
Showing search results for "makaafaat"
Ghazal MATCHES FOR "makaafaat"
Ghazal
vaqt kartaa hai bhalaa kis se yahaa.n husn-e-suluuk
vo bhii is daur me.n qaanuun-e-makaafaat ke saath
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
mai.n apne dil pe bahut zulm karne vaalaa thaa
so ab jahaan-e-makaafaat me.n pa.Daa hu.aa huu.n
Anjum Saleemi
Ghazal
ai ishq kyaa yahii hai makaafaat-e-aarzuu
apnii hii KHaak haath se apne u.Daa.uu.n mai.n
Asar Lakhnavi
Ghazal
vo aaj bhii sadiyo.n kii masaafat pe kha.Daa hai
Dhuu.nDaa thaa jise vaqt kii diivaar giraa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHeme na ko.ii mere musaafir ke jalaa.e
zaKHmii thaa bahut paa.nv masaafat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
is ishq kii talaafi-e-maafaat dekhnaa
rone kii hasrate.n hai.n jab aa.nsuu nahii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ajab junuun-e-masaafat me.n ghar se niklaa thaa
KHabar nahii.n hai ki suuraj kidhar se niklaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
masaafat-e-shab-e-hijraa.n ke baa'd bhed khulaa
havaa dukhii hai charaaGo.n kii aabruu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
be-naam masaafat hii muqaddar hai to kyaa Gam
manzil kaa ta.ayyun kabhii hotaa hai safar se
Parveen Shakir
Ghazal
aashiq hu.e hai.n aap bhii ek aur shaKHs par
aaKHir sitam kii kuchh to mukaafaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
aasuudgaan-e-manzil-e-lailaa udaas hai.n
achchhe rahe, na tai ye masaafat jinho.n ne kii