SEARCH RESULTS
Showing search results for "maktab-e-ilm-e-adam"
Ghazal MATCHES FOR "maktab-e-ilm-e-adam"
Ghazal
haasil-e-ilm-e-bashar jahl kaa irfaa.n honaa
umr bhar aql se siikhaa kiye naadaa.n honaa
Fani Badayuni
Ghazal
teraa irfaan tuu kyaa KHud ko na pahchaan sakaa
thaa miraa daa.ra-e-ilm-o-KHabar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shu.uur-e-ilm-o-hunar dars-e-aagahii ke liye
mataa-e-hosh ba.Dii shai hai aadmii ke liye
Hakeem Zakir Tonki
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
gul-guuna-e-taraqqii-e-tahziib-o-'ilm se
shukr-e-KHudaa ki surKH hai.n ruKHsaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
martaa huu.n aur jaa nahii.n saktaa suu-e-adam
mujh naa-tavaa.n ko tauq-o-salaasil se kyaa Garaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
qabr me.n so.e.nge aaraam se ab ba.ad-e-fanaa
aa.egaa KHvaab-e-adam diida-e-bedaar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jitnii miltii hai suhuulat utnii ba.Dhtii hai talab
mutma.in ho jaa.e hargiz fitrat-e-aadam nahii.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
kis haal me.n yaaraan-e-adam hai.n nahii.n ma.aluum
aa.ii na KHabar taa-dam-e-tahriir kisii kii
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Zaheen Shah Taji
Ghazal
zamii.n pe maktab-e-aadam kaa ik nisaab hai ishq
likhii ga.ii jo azal me.n vahii kitaab hai ishq
Zia Faooqui
Ghazal
banii-aadam a.azaa-e-yak-diigar-a.nd
ki miTTii se ham tum banaa.e ga.e hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hai tere karam se hii KHataa-kaar kii baKHshish
har saa.ns mirii rabb-e-ulaa kaa.np rahii hai
Adam Chughtai
Ghazal
tauba to kar chukaa huu.n magar phir bhii ai 'adam'
tho.Daa saa zahr laa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ik sachchaa pyaar hii nahii.n bas yaar ai 'adam'
jaa.n vaar do agar ko.ii jhuuTaa bhii yaar ho