SEARCH RESULTS
Showing search results for "maktabo.n"
Ghazal MATCHES FOR "maktabo.n"
Ghazal
maktabo.n me.n kahii.n raanaa.i-e-afkaar bhii hai
KHaanqaaho.n me.n kahii.n lazzat-e-asraar bhii hai
Allama Iqbal
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
'az.har' vo maktabo.n ke pa.Dhe mo'atabar the log
baisaakhiyo.n pe sirf sanad kii kha.De na the
Azhar Inayati
Ghazal
Nihal Rizvi
Ghazal
KHayaal-o-fikr ke sab maktabo.n me.n puuchh liyaa
mataa.a-e-daanish-o-tahqiiq-o۔justujuu tiraa Gam
Ali Minai
Ghazal
aaj bhii gaa.nv me.n kuchh kachche makaano.n vaale
ghar me.n ham-saa.e ke faaqa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Ghazal
jahaa.n tanhaa.iyaa.n sar pho.D ke so jaatii hai.n
in makaano.n me.n ajab log rahaa karte the
Nasir Kazmi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
jis tarah raat ke siine me.n hai mahtaab kaa nuur
apne taariik makaano.n me.n sajaa le.n tum ko
Wasi Shah
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
nazar me.n hai jalte makaano.n kaa manzar
chamakte hai.n jugnuu to dil kaa.nptaa hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
hazrat-e-ishq ke maktab me.n hai taa'liim kuchh aur
yaa.n likkhaa yaad rahe aur na pa.Dhaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
sair-e-mahtaab-o-kavaakib se tabassum taa-bake
ro rahii hai vo kisii kii sham-e-turbat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
jab tak thaa aasmaan me.n suuraj sabhii kaa thaa
phir yuu.n hu.aa vo chand makaano.n me.n baT gayaa
Nida Fazli
Ghazal
saaqiyaa masjid o maktab to nahii.n mai-KHaana
dekhnaa phir bhii Galat log na aane lag jaa.e.n